1917 se Ranbir tak… Indian cinema mein Ramayana ki poori history
Filmy Detective
0:00 / 0:00
1917 se Ranbir tak… Indian cinema mein Ramayana ki poori history
1 408 просмотров · 4 дн. назад
Filmy Detective
199 подписчиков
1 408 просмотров · 4 дн. назад
1917 mein Dadasaheb Phalke ne Lanka Dahan banayi aur log theatre mein joote utaar ke Ram ko dekhte the. 109 saal baad usi kahani pe ₹4,000 crore lag rahe hain. Beech mein kya hua? Gandhi ji ki dekhi hui film, ek hero jise log bhagwan maanne lage, ek Japanese Ramayana jo India mein saalon release nahi hui, aur Adipurush.
Ye video Ramanand Sagar se Ranbir Kapoor tak, Indian cinema mein Ramayana ki poori kahani hai. Tumhara Ram kaun tha? Comment mein batao.
0:00 Intro
0:45 1917: Phalke ka jaadu
1:33 1934: Ramayana Venice pahunchi
2:02 1943: Gandhi ji aur Ram Rajya
2:46 1960s: Tricks, colour aur ek hero jo bhagwan ban gaya
3:34 1987: Jab poora desh ruk gaya
4:34 1993: Japan ki Ramayana
5:34 2023: Adipurush
6:42 2026: ₹4,000 crore ka daav
Sources:
Gandhi aur Ram Rajya: mkgandhi.org
Seeta (1934), Venice: Film Heritage Foundation
Lava Kusa (1963): Moviebuff, Madraswallah
Ramayan (1987), 7.7 crore viewers (2020): Sagar Pictures, Bollywood Hungama
Ramayana: The Legend of Prince Rama: Wikipedia
Adipurush aur Kathmandu ban: Al Jazeera
Ramayana (2026) cast aur release: The Hollywood Reporter India, Sacnilk
Film clips aur posters sirf commentary aur review ke liye use kiye gaye hain. Saare rights unke original owners ke paas hain.
#Ramayana #RanbirKapoor #FilmyDetective