Перейти к содержимому

Talaq-e-Salasa Munazra: Hazrat Rukana Wali Hadees Ka Tafseeli Jawab | Ataur Rahman Sanabili

Aasar_E_Salaf

0:00 / 0:00

Talaq-e-Salasa Munazra: Hazrat Rukana Wali Hadees Ka Tafseeli Jawab | Ataur Rahman Sanabili

6 784 просмотра · 1 день назад
Aasar_E_Salaf
1,71 тыс. подписчиков
6 784 просмотра · 1 день назад
Talaq-e-Salasa Munazra: Hazrat Rukana Ibn Abde Yazid Ki Riwayat Ka Tafseeli Jawab Talaq-e-Salasa ke mauzu par Mufti Tariq Masood Sahab aur Sheikh Siddiq Raza Sahab ke darmiyan hone wale munazre mein Ahle Hadith Aalim Sheikh Siddiq Raza Sahab ki taraf se Hazrat Rukana Ibn Abde Yazid رضی اللہ عنہ ki riwayat pesh ki gayi, jismein ek majlis ki 3 talaq ke ek hone ka zikr hai. Is riwayat ko Mufti Tariq Masood Sahab ne zaeef qarar diya. Is video mein Hazrat Rukana Ibn Abde Yazid رضی اللہ عنہ ki talaq wali riwayat ka tafseeli jawab diya gaya hai. Sheikh Ataur Rahman Sanabili Sahab ne is riwayat par tafseel se guftagu ki hai aur daleel ke saath yeh saabit kiya hai ke Hazrat Rukana Ibn Abde Yazid رضی اللہ عنہ ki talaq wali riwayat sahih hai. Video poora dekhiye, Like karein, Share karein aur Channel ko Subscribe karein. #TalaqESalasa #TripleTalaq #MuftiTariqMasood #SheikhSiddiqRaza #SheikhAtaurRahmanSanabili #RukanaIbnAbdeYazid #EkMajlisKi3Talaq #TeenTalaq #AhleHadith #IslamicDebate #Hadees