Перейти к содержимому

Palak Kofta Banane Ka Asaan Tareeqa | Creamy Spinach Kofta Curry | By Kitchen With Mehru.

kitchen with Mehru

0:00 / 0:00

Palak Kofta Banane Ka Asaan Tareeqa | Creamy Spinach Kofta Curry | By Kitchen With Mehru.

29 просмотров · 8 мес. назад
kitchen with Mehru
7,7 тыс. подписчиков
29 просмотров · 8 мес. назад
Palak Kofta Banane Ka Asaan Tareeqa | Creamy Spinach Kofta Curry | By Kitchen With Mehru. Assalam o Alaikum! Aaj main layee hun hoon app k liye bohat hi mazedaar aur creamy Palak Kofta recipe. Is video mein aap seekhein ge ke kaise soft aur juicy koftay banayein aur unhein rich, smooth spinach gravy mein perfect tareeqe se prepare karein. Yeh recipe dinner, dawat aur special occasions ke liye bilkul perfect hai. Agar aap restaurant style Palak Kofta ghar par banana chahte hain to is video ko end tak zaroor dekhein. Is recipe mein: ✔️ Soft aur crispy koftay ✔️ Creamy aur smooth palak gravy ✔️ Step by step asaan tareeqa ✔️ Beginners friendly guide Agar video pasand aaye to: 👍 Like karein 💬 Apni feedback comments mein zaroor dein 🔔 Kitchen With Mehru ko subscribe karein aur bell icon press karein Allah aap sab ko khush rakhe ❤️ #PalakKofta #PalakKoftaRecipe #SpinachKofta #KoftaCurry #CreamyKofta #KitchenWithMehru #DesiRecipes #PakistaniFood #IndianFood #HomemadeCooking #EasyRecipe #DinnerIdeas #FoodChannel #UrduRecipe #CookingAtHome