Aj Hum Bazaar Gaye Or Ki Shopping🥳 Ghr Aa Kar Banai Masala Fries😋 | Ahmed Mosa Family Vlog
Ahmed Mosa Family Vlog
0:00 / 0:00
Aj Hum Bazaar Gaye Or Ki Shopping🥳 Ghr Aa Kar Banai Masala Fries😋 | Ahmed Mosa Family Vlog
3 просмотра · 1 дн. назад
Ahmed Mosa Family Vlog
116 подписчиков
3 просмотра · 1 дн. назад
Aj hum bazaar gaye, Ahmed ne ki dhair sari shopping 🛍️💖
Assalam o Alaikum dosto! Aj hum sab bazaar gaye the, Ahmed ne apne liye school ke liye or ghar ke liye bohat sari shopping ki. Ahmed bohat khush tha shopping karke 😍
Ghar aa ke humne sab ke liye mazedar Masala Fries banai 🍟, Ahmed aur Mosa ne mil ke fries enjoy ki. Mosa ko bhi fries bohat pasand hain.
Aapko Ahmed ki shopping kesi lagi? Comment me zarur batana 👇
Video ko LIKE ❤️ or Channel ko SUBSCRIBE zarur karen 🤲
#ahmedkishopping #masalafries #bazaarvlog #ahmedmosafamilyvlog #familyvlog #shoppingvlog #sahiwalfamilyvlog #pakistanifamilyvlog