Перейти к содержимому

Gunahon Ki Aarzi Lazzat 😢 | Aik Sabaq Aamoz Islami Waqia

Molana Abdul Qudoos speeches

0:00 / 0:00

Gunahon Ki Aarzi Lazzat 😢 | Aik Sabaq Aamoz Islami Waqia

110 просмотров · 9 дн. назад
Molana Abdul Qudoos speeches
17 подписчиков
110 просмотров · 9 дн. назад
Gunahon ki aarzi lazzat insaan ko kis tarah ruswai aur pareshani mein mubtala kar sakti hai? Machhli aur machhere ki is misaal se humein ek aham sabaq milta hai ke gunah ki chand lamhon ki khushi ke muqable mein uska anjaam bohat nuqsan-deh ho sakta hai. Agar gunah ho jaye to mayoos hone ke bajaye Allah Pak se sachay dil se tauba aur maghfirat talab karein. Allah Pak hum sab ke gunah maaf farmaye aur humein nek raaste par chalne ki taufeeq ata farmaye. Aameen. 🤲 #GunahonKiLazzat #Tauba #IslamiWaqia #IslamicReminder #Shorts