Jannat Ke Pattay Episode 5 | ارم کا بڑا راز فاش! | by Nimra Ahmed #story #viralvideo #islamic
Metho ki masti
0:00 / 0:00
Jannat Ke Pattay Episode 5 | ارم کا بڑا راز فاش! | by Nimra Ahmed #story #viralvideo #islamic
182 просмотра · 3 мес. назад
Metho ki masti
99 подписчиков
182 просмотра · 3 мес. назад
Jannat Ke Pattay Episode 5 | Urdu Novel Audio & Voiceover Story
Assalam-o-Alaikum Nazreen!
Nimra Ahmed ke mashhoor-e-zamana Urdu novel "Jannat Ke Pattay" ki Episode 5 mein khushamdeed.
Aaj ki is qist mein aap dekhein ge ke Haya ka Turkey ka visa to lag jata hai, lekin jaane se pehle us ka samna Jinnah Super ki dukan mein aadhe jhalse chehre wale Major Ahmed se hota hai. Doosri taraf Taya Furqan ki beti Iram ka ek aisa khufia raaz Haya ke hath lag jata hai jo sab ko hairan kar de ga! Kya Haya ka Turkey ka safar aasan hoga? Jaanne ke liye video ko aakhir tak zaroor dekhiye.
#JannatKePattay #Episode5 #UrduNovel #NimraAhmed #UrduAudioBook #MethoKiMasti #qisakahani
--------------------------------------------------
📚 Novel Name: Jannat Ke Pattay
✍️ Writer: Nimra Ahmed
🎙️ Voiceover: Metho Ki Masti
--------------------------------------------------
Agar aap ko Urdu Novels, Romantic Stories, Audio Books, aur Famous Pakistani Novels sunna pasand hai, to video ko LIKE, SHARE aur channel ko SUBSCRIBE karna mat bhoolein taake aane wali har nayi qist aap ko sab se pehle mil sake!
--------------------------------------------------
DISCLAIMER: This audio adaptation is created for educational and entertainment purposes. All credits for the story go to the original writer Nimra Ahmed.
**Video Timeline
00:00** - Pichli qist ka khulasa (Recap) \#JannatKePattay
01:04** - Dolly ka Haya ko bachaana aur pur-asrar mulaqat \#UrduNovel
04:05** - Major Ahmed ki call aur Haya ka gussa \#MajorAhmed
06:50** - Haya ki zid aur dua (Emotional scene) \#HayaAndJahan
08:12** - Embassy ka safar aur passport ka bhool jana \#NimraAhmed
11:10** - Khadija ki hosla afzai aur passport ki talash \#StoryTelling
14:00** - Turkish Embassy mein interview aur visa ki khushkhabri \#UrduStory
16:40** - Shopping ke doran Major Ahmed se achanak samna \#Suspense
20:50** - Haya aur Major Ahmed ke darmiyan talkh-kalami \#NovelLovers
25:40** - Taya Furqan ke ghar amad aur tayyariyan \#FamilyDrama
27:45** - Iram ka mobile aur bara raaz fash\! \#TrendingNow
29:35** - Video ka ikhtetam aur agli qist ka suspense \#MustWatch