Yeh Khushboodar Masala Chana Biryani Ka Zaiqa Badal Dega.
Noreen Humayoun
0:00 / 0:00
Yeh Khushboodar Masala Chana Biryani Ka Zaiqa Badal Dega.
33 просмотра · 8 дней назад
Noreen Humayoun
234 подписчика
33 просмотра · 8 дней назад
Yeh Khushboodar Masala Chana Biryani Ka Zaiqa Badal Dega.
Assalam-o-Alaikum viewers! Aaj Noreen Humayoun kitchen mein ban rahi hai bazar ke mehnge aur chemical wale masalon ke baghair, ghar ke aam masalon se tayyar nihayat khushboodar aur chatpati Chana Biryani.
Is recipe mein hum ne use kiye hain ghar ke taza masale jismein jaiphal, jawitri, dahi ka special dum mixture, aur bohot hi lazeez layering shamil hai. Har ek dana khila hua aur zaiqa aisa ke hath rokna mushkil ho jaye!
Agar aapko recipe pasand aaye to video ko LIKE karein, doston ke sath SHARE karein aur channel ko SUBSCRIBE karna mat bhooliye ga!
-- Timestamps --
00:00 - Introduction (Bina packet masale ki biryani)
00:27 - Special Biryani Masala & Dahi Mix
00:48 - Chana Masala Preparation
01:04 - Chawal Ubalna (80% Rice Boil)
01:08 - Layering (Tamatar, Piyaz & Masale)
01:50 - Dum Lagane Ka Tarika
02:16 - Final Look & Serving Ideas
#chanabiryani #biryanirecipe #chanapulao #degibiryani #noreenhumayoun #homemadefood #easycooking
#ChanaBiryani #BiryaniRecipe #DegiChanaBiryani #NoreenHumayoun #EasyBiryaniRecipe