Ghar Jaisi Dal Palak Recipe😋
LAKSHA KI DUNIYA
0:00 / 0:00
Ghar Jaisi Dal Palak Recipe😋
41 просмотр · 2 нед. назад
LAKSHA KI DUNIYA
53 подписчика
41 просмотр · 2 нед. назад
Ghar Jaisi Tasty Dal Palak Recipe | Palak Dal Banane Ka Asan Tarika
Aaj hum banayenge ekdum ghar jaisi healthy aur tasty Dal Palak. Ye Toor Dal aur Palak se banti hai aur bachcho ko bhi bahut pasand aayegi.
Is Video Me Aap Sikhenge:
✅ Palak Dal ke liye samagri
✅ Dal Palak ko jaldi kaise banaye
✅ Ghar jaisa swad ka secret tadka
Samagri (Ingredients):
Toor Dal - 1 cup
-moong dal -1/2 cup
Palak - 1 bunch (kata hua)
Tamatar, Lahsun, onion,Jeera, Haldi, Lal Mirch,coriander powder, Lal mirch powder Kadi Patta
Namak swad anusar
Agar video pasand aaye to LIKE, SHARE aur SUBSCRIBE zarur karein!
#DalPalak #PalakDalRecipe
---
palak dal recipe, dal palak recipe, toor dal palak, healthy dal recipe