झाड़ी काटते टाइम मिला खतरनाक साँप! 😱 | Pahadi Me Kaam Karte Waqt Dar Gaye | Pahadi Lifestyle Vlog
Poonam vlogs uttarakhandi
0:00 / 0:00
झाड़ी काटते टाइम मिला खतरनाक साँप! 😱 | Pahadi Me Kaam Karte Waqt Dar Gaye | Pahadi Lifestyle Vlog
16 просмотров · 2 дн. назад
Poonam vlogs uttarakhandi
113 подписчиков
16 просмотров · 2 дн. назад
झाड़ी काटते टाइम मिला खतरनाक साँप! 😱 | Pahadi Me Kaam Karte Waqt Dar Gaye | Pahadi Lifestyle Vlog
Jai Devbhoomi Uttarakhand Doston!
Aaj ke is Pahadi Lifestyle Vlog me bahut hi darawna aur khatarnak hua. Hum sab jhadiyon ki cutting karne gaye the, jhadi kaat te kaat te achanak hame itna bada khatarnak saanp mil gaya!
Pahad me kaam karna kitna khatarnak hota hai, ye aaj aap is video me dekhoge. Jhadi me saanp, bichhu sab chhupe hote hain. Hum sab dar gaye the, phir himmat karke kaam khatam kiya.
Video ko pura dekho, last tak bahut maza aayega. Video pasand aaye toh Like, Comment, Share karna na bhulein aur Pahadi Lifestyle Vlog Channel ko Subscribe zarur karein.
Kya aapke saath bhi kabhi aisa hua hai? Comment me zarur batana.
#saanp #pahadilifestylevlog #pahadivlog #villagelife #uttarakhand #jhadikicuting