Stick ke Sath Yoga Abhyas | Flexibility aur Strength Badhayein #StickYoga #YogaAtHome
yogacharya Soniya Dhyani
0:00 / 0:00
Stick ke Sath Yoga Abhyas | Flexibility aur Strength Badhayein #StickYoga #YogaAtHome
750 просмотров · 4 недели назад
yogacharya Soniya Dhyani
1,99 тыс. подписчиков
750 просмотров · 4 недели назад
Aaj ke is video mein humne stick (dande) ke sath yoga abhyas kiya hai. Stick ke sath yoga karne se posture sudhart hai, core muscles strong hoti hain aur body ki flexibility tezi se badhti hai. Yeh exercise aapki body ko balance karne aur strength dene mein behad madad karti hai.
Aap bhi apne ghar par ek stick ki madad se is abhyas ko asani se kar sakte hain. Video ko ant tak zaroor dekhein aur apne vichar comment box mein share karein.
✨ Agar aapko yeh video pasand aaye toh:
Like karein 👍
Apne dosto aur parivar ke sath share karein 🔄
Channel ko subscribe karein aur bell icon dabayein taaki aane wale saare yoga videos ki update aapko milti rahe.
Dhyan rahe: Kisi bhi naye abhyas ko shuru karne se pehle apni kshamta ke anusar hi karein.
#StickYoga
#DandaYoga
#StickMobility
#WoodenStickWorkout
#StickWorkout
#PostureCorrection