अरबी के पत्तों से ऐसा क्या बना दिया 😍|Arbi ke patode|Monsoon Special Snack
Mohini Meals & Moments
0:00 / 0:00
अरबी के पत्तों से ऐसा क्या बना दिया 😍|Arbi ke patode|Monsoon Special Snack
611 просмотров · 11 дн. назад
Mohini Meals & Moments
649 подписчиков
611 просмотров · 11 дн. назад
Aaj ghar mein bane arbi ke patode 😍🌿
Monsoon ka mausam ho aur garma-garam patode mil jaayein, toh chai ka maza hi alag hai!
Is video mein maine apne ghar ke style mein arbi ke patode banaye hain — simple ingredients aur easy method ke saath. Saath hi, jaise har ghar mein hota hai, cooking ke beech ki thodi si ghar ki kahani bhi ❤️
Agar aapko traditional ghar ka khana, easy recipes aur daily life ke chhote-chhote moments pasand hain, toh video ko zaroor dekhiye.
Har ghar ki apni ek kahani hoti hai, ye hai aaj hamari ghar ki. ❤️
Recipe pasand aaye toh Like ❤️ Comment 💬 aur Channel ko Subscribe zaroor karein.
#ArbiKePatode #Patode #MonsoonSnacks #IndianSnacks #GharKaKhana #EasyRecipe #MohiniMealsAndMoments#cooking#recipe#dailyvlog#vlog#food#foodie#teatimesnacks#teatime