Qaidi Madine Aaye Hai Naa Naa Salam Lo.|| Bibi Zainab (s.a) Noha
Anjuman-E-Al Muntazir
0:00 / 0:00
Qaidi Madine Aaye Hai Naa Naa Salam Lo.|| Bibi Zainab (s.a) Noha
4 282 просмотра · 2 месяца назад
Anjuman-E-Al Muntazir
5,87 тыс. подписчиков
4 282 просмотра · 2 месяца назад
Assalam o Alaikum Friends,
This is Anjuman_e_Al Muntazir YouTube Channel.
Searches:-
Anjuman_e_Al muntazir, Qaidi madine aaye hai naa naa salam lo,Naat, Noha, Marsiya, Sooz o salam, Qasida, azadari, nohay, new nohay, nohas, old nohay, nohay old, nohay nohay, nohay status, nohay shorts, purane nohay, saraiki nohay, nohay e status, moharram nohay, karbala, najaf to karbala, chehlum noha, chehlum imam hussain, arbaeen karne ko aayi hai behan, cehlum shohday e karbala, tera chehlum karne aii hu,karbala noha, behen hussain ka chelum manane ayi hai, karbala karbala.
#anjuman #anjumanealmuntzir
#nohay #arbaeen #karbalastatus #karbala #chahellum
#matmdari #oldnoha #madina #bibizainabnoha #bibizainab
Please like,share and subscribe my YouTube channel for best videos also give your suggestions in comments section.
Thanks to all
Lyrics
Qaidi madine aaye hain nana salam lo
Ummat ke zakhm laaye hain nana salam lo
Baalo pe khaak aur ridao pe hai dhuwan
Baazu pe neel pusht pe durro ke hai nisha
Hum daher ke sataye hain nana salam lo
Abbas-o-Qasimo Ali Akbar nahi rahe
Beshayr qatl ho gaya sarwar nahi rahe
Hum sabko khoke aaye hain nana salam lo
Deta nahi tha koi jawabe salam bhi
Aaya hamari raah me bazare shaam bhi
Sab zakhm dil pe khaaye hain nana salam lo
Nana kisinee bhai pe rone nahi diya
Nana meri Sakina ko sone nahi diya
Hum uski yaad laaye hain nana salam lo
Sajjad naatwa ko satate rahe laeen
Kanto pe nange pair chalate rahe laeen
Sajjad sar jhukaaye hain nana salam lo
Teere sitam se Asghare beshayr mar gaya
Main dekhti rahi mera Shabbir mar gaya
Aankho me gham basaaye hain nana salam lo
Karti thi yaad ghar wo sakina nahi rahi
Jine ki dil me koi tamnna nahi rahi
Rone rulane aaye hain nana salam lo
Bachao ke khaali hujare rulayenge raat din
Zinda rahe to ashk bahayenge raat din
Kuch ashk yun bachaaye hain nana salam lo
Roze pe Mustafa zafar hashr tha bapa
Ye kahe ke kurta rakh diya Zainab ne bhai ka
Saugaat hum ye laaye hain nana salam lo